Sunday, July 25, 2021

Mjhe samajh nai aa rha ki mai itna nikkama, haram kb se ho gya ..... 


Bhut aulad hai duniya me par mujh jaisa gira hua ....ghatiya beta kisi ka nai hai 

Bhagwan se ek cheez mangi hamesha ki maa baap ke sapne poore kar saku ... maine kosis b ki hameaha khus rkhu sabko ....pr ye kab hua kaise hua mjhe nai pata .... hey bhagwan .... kua chahta hai tu ... ya to ye sab sahi kar de .....wrna mjhe utha le yaha se .... mai apni maa ko aise nai dekh sakta ... meri situation aisi hai mai kisi ko bata b nai sakta ..... office ke mahol kaisa rhta hai...kitni galiya sunta hu unki roz .... ye mai kisi ko bta nai skta ... kyuki baki log preshan honge ...

Are mera bus chale to sabko ghar baitha kar khila du ....bhagwan is layak banaye to .... par mjhse hi shayad koi chook ho gyi hogi .... kya kya socha tha maine ki sabko pyar krunga ... 

Mai bhut khus hua tha jab job karni start kari thi ...lekin mjhe nai pta tha ki yahi job zindagi barbaad kr degi meri .... 


Hey bhagwan mujh jaisa beta kisi ko mat dena .... warna wo kisi ko khus nai rkh payega .... sab is duniya me ye sochenge ki paise kamata hai ye ... pr ye nai sochenge ki kis ke liye kamata hai .... 


Bhagwan mai himmat haar chuka hu .... meri maa mujh se khus nai .... jo mai umar bhar mangta rha  .... 

Ya to unhe khus kar de ya phr mjhe utha le ..... mai unko aise nai dekh sakta  .... 








No comments:

Post a Comment